♦ Munawwar Rana Shayari on Maa ♦

Yu to bahot kam the mujhe Zindagi me karne ko
lekin hamne teri chaht ko har bat se bhadkar mana.
kisi ka izzat ka khyal sirf wo hi kar sakta hai
jo khud izzatdar ho.
didar ki talab ho to nazre jamay rakhna
Kyoki nakab ho ya nasib sarakta zaroor hai.
yaado ki kitab utha kar dekhi mene,
pichle saal in dino tum mere the…

Ma ki dua or pita ka pyar
baki duniya to matlabi hai yaar.
Itni shikayate laate kaha se ho..?
Ishq karte ho ya Hisab.
Dil nek hoga to
dil me sirf ek hoga.
Agar tanha ho to ro liya karo
agar bato ke liye koi nahi to ro liya karo.
Kabhi jo meri pasand par shak ho tumhe…!
aaina dekh kar guman kar lena.

Wo jo gusse me tum kuch bol gay the.
Wo yad karke dil aaj bhi rota hai.